CAT : Common Admission Test
IIM : Indian Institute of Management
MBA : Master of Business Administration
1. IIM Aur Vibhinn Management Sansthano Me Admission Ke Liye CAT Exam Ka Ayojan Karta Hai
2. Desh Ke MBA Sansthao Me Pravesh Ke Liye CAT Exam Karwata hai
3. CAT Ne 2017 Me Hone Wale Exam Ke Liye Notification Jari Kar Diya Hai
4. CAT 2017 Ke Liye Aavedan 9 August Se Shuru Ho Jayege
5. CAT 2017 Ki Exam Is Bar IIM-L Lucknow Ayojit Karega
6. CAT 2017 Ke Liye 20 September Tak Aavedan Kar Sakte Hai
7. CAT 2017 Ki Exam 26 November Ko Hogi
8. CAT 2017 Ki Pariksha 140 Sahro Me Ayojit Kiya Jayega
9. CAT 2017 Exam Ki Adhik Jankari Ke Liye 18 October Ko Tutorial Jari Karega
10. CAT 2017 Exam Ke Admit Card 18 October Ko Jari Kar Dega
11. Website Par Login Karke Admit Card Download Kar Sakte Hai
12. CAT 2017 Ki Exam Ke Liye Aavedan Karte Samay Ummidwar 4 Shahar Ko Chun Sakte Hai
13. Website Par Mock Test Bhi Hoga. Jisko Hal Karke Pariksharthi Apni Yogyata Ki Janch Kar Sakte hai
14. CAT 2017 Ke Score Ke Adhar par Hi 100 Business Schools Aur 20 IIM Me Admission Karta hai
CAT 2017 Exam Fees :
1. General Category Ke Liye Fees 1800/ Rupees Hai
2. Arakshit Category Ke Liye Fees 900/ Rupees Hai
CAT 2017 Exam Ka Pattern :
1. CAT 2017 Exam Ka Ayojan Saal Me Ek Baar Hota Hai
2. CAT 2017 Exam 3 Ghante Ka Hota hai
3. CAT 2017 Exam Total 100 Question Aate Hai
4. Multiple choice Question Ke Sath Detailed answer Wale Question Bhi Hote hai
5. Exam Me Negative marking Bhi Hoti Hai. Galat Question Ka 1 Number Less Ho Jata Hai
Subscribe On Facebook
https://www.facebook.com/vikaskumarsharmanardiya
Subscribe On Twitter
Subscribe On Google+
https://plus.google.com/u/0/collection/wh1VGE
Subscribe On Reddit
https://www.reddit.com/user/maivikas/
Subcribed Me Blogger
http://vikaskumarsharmanardiya.blogspot.in/
source