|| Institute of Eminence || Jio Institute || JEE || NEET || NTA || कचरा Education system || - Videos

41
222

Institute of eminence, jio institute, jio, JEE, NEET, Education system, JEE Mains, Neet, NTA, national testing agency, analysis of the decision, JEE mains & NEET twice a year, what for the student, student perspective, arvind academy, JEE News, Neet news, NTA news, JEE mains News,

Link Previous Video (JEE Mains, NEET, NTA, Analysis, कुछ अच्छा बहुत कुछ बुरा , Breaking News, Must watch to Think,)

source

41 COMMENTS

  1. आपका comment बहुमूल्य हैं , comment करके ज़रूर बताएं …..की यह बात ठीख हैं की नहीं ? क्या हमे सोच समझ कर अपने लिए फैसले नहीं लेने चाहिए ?
    क्या सरकार online Mode में Free video lectures , students के लिए नहीं provide कर सकती जिससे बिना coaching जाये हम prepare कर सके NEET और JEE के लिए .इसके लिए तो fund ( पैसे) भी ज्यादा नहीं लगेंगे और एक financially weak student भी preparation कर सकेगा .
    online टेस्ट series भी डालो
    आप बताओ आप क्या सोचते हो……..मुझे आपके comment का इंतज़ार हैं …….
    video अच्छा लगने पर share और like करना बिलकुल मत भूले.
    agar apne iske pehe wala Video nahi dekha to woph bhi dekho link description main diya hain.

  2. Dekhie sir baat to apne pate ki kii hai toppers to har batch se nikal aate hai kuch aur bache bhi achha khasa kar lete hai magar avg wale beech mein hi latak jate hai.
    Aur aaj kal to education is the best business .Har koi apne fayde mein interested hai.coaching school institution sabke apne targets hai baki bache ki future ki kise padi hai?

  3. Sir mujhe mere coaching se USS physics and chemistry Mila hai ..
    Lekin problem yeah hai ki mujhe syllabus 6 months Mei aachese complete kar lena hai including Every type of question and concepts aur USS physics Mei 9798 questions hai jisko complete karne Mei 195 days lagega bas banane Mei fhir revision bhi karna Hoga Varna koi faeda nahi h and total days sirf 164 hai jismei syllabus complete karke revision bhi karna hai ..
    Toh Mai kya Karon ?Kaise complete Karon !?
    Hc Verma and DC Pandey Mei se konsa choose Karon ?
    Ya dono ?.
    Ya hc Verma se concept and solved examples and DC pora ?.
    Qki koi ek book se chalna aacha h with NCERT .
    Do book complications create kar denge !
    I will be waiting for your reply !
    And chemistry and biology ke liye NCERT ke lawa kya karon ?

  4. सर इस इंस्टीट्यूट ऑफ एमिनेंस के कॉन्सेप्ट में हरेक कोन में ही छेद है…

    बाँकी तो आपने बता ही दिया मगर एक ये भी है कि बजट कितना रखा गया है मात्र 1000cr वो भी 6 इंस्टीट्यूट में बांटने हैं। और उसके बाद कॉम्पिटिशन होगा दुनिया के टॉप इंस्टीट्यूट से।
    वैसे कैम्ब्रिज यूनिवर्सिटी का सालाना बजट ही 1.75लाख करोड़ से ज्यादा है….

  5. Kya soche sir …..kya BJP kya Congress aur kya koi aur party sari ek jaise hi hah but phir bhi BJP done more than Congress…… education system Ko chah kr bhi nii sudhara Jaa Sakta kyoki itni population ho Rakhi hah India ki kya kahe aur ye school level pe to jo kachra kitab chalti hah……ye to Bhala ho internet ka jis se thoda bahut knowledge Ata hah warna education system to Ram ram

  6. Aur koi kaam nahi mila NTA ke piche pad gaye hai aap..NTA is good and yes nahi paadho ge toh selection nahi hoga NTA ka multub ye nahi ki mehnat nahi karna padega.and haan NTA ke aane se competition nahi kaam hoga but atleast u can give exam twice if some student is getting 600 in feb exam yes I agree he will try to improve it to 650 plus marks but koi na koi aadmi he na karta hai if he can then why not anybody else

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here