UPSC 2018 किस SECTION से कितने प्रश्न आये ? UPSC 2019 PRELIMS STRATEGY BOOKS WEBSITES uppsc pcs - Videos

35
182

TELEGRAM – https://t.me/studyforcivilservices ( FREE PDF )
UPSC IAS CSE PRELIMS 2018 GS GENERAL STUDIES PAPER 1 ME KIS SECTION SE KITNE QUESTIONS AAYE
GEOGRAPHY 12
POLITY 14
HISTORY ( INCLUDING ART AND CULTURE ) 19
ECONOMY 17
ENVIRONMENT AND ECOLOGY 14
MISCELLANEOUS ( SCIENCE AND TECHNOLOGY , CURRENT AFFAIRS , INTERNATIONAL ORGANIZATIONS ) – 24
which books are best for upsc ias pcs uppsc bpsc ras mppsc

source

35 COMMENTS

  1. Haan bhai puri zindagi current affairs hi padte raho ..UPSC bhi sahi maze leta hai aap jaise coaching institutes ki ..Har baar exam hone ke baad aap log bhochhaake ho jaate ho ..Fir khte ho ye krna chaiye vo krna chaiye

  2. Sir aap to rehne do IAS ke preparation karana,Aapke bas ke nhi hai…Aap bas gadhe ke tarah video daalte raho,, quality pe focus mat karo…Dimaag Kharab Kar rakha hai kabhi 20000 ques ,kabhi 500 ques. . quality Kisi me bhee nhi…aap sir SSC ke taiyaari karao…aap rehne do UPSC ke preparation…

  3. आयोग को भी यह पता चल गया है कि बच्चा खूब करेंट अफेयर्स पढ़ रहा है फिर भला वो क्यूँ देगा इतना करेंट अफेयर्स । उसे अपने ऐग्जाम की वाट थोड़ी लगवानी है और वैसे भी बदलना तो प्रकृति का नियम है फिर आयोग ने पेपर का ट्रेंड बदल कर कोई कर दी ? यह तो हमारी गलती थी कि हमने खुद को न बदला

  4. UPSC का बस एक ही पैटर्न है कि उसका कोई पैटर्न नहीं ,इसलिए कुछ भी छोड़ नहीं सकते|

  5. Aisi koi baat nahi hai, sabak wali, ye to expected tha ki exam tough hoga. Always prepare for the worst situation. Dont follow previous pattern otherwise ii will lead you in to the disaster.

  6. Sir mai M.com kar rha hu esliye mai chahata hu ki account subject ko option me rakh sakta hu mujhe esme adhik ruchi hai account ka optional paper hoga aapke nzr me to mujhe provide karenge please

  7. in anumano se kuch nahi ho rha agar upsc ko pakadne ki koshish karage to wo ek kadam Aage bad jayega hum ko upsc ka peecha nhi karna h upsc se ek kadam Aage badna h

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here